Aap ka ashiyana dil me basaya hai, apaki yado ko sine se lagaya hai, pata nahi yad apaki hi kyo ati hai, dost to humane ouro ko bhi banaya hai...... waqt guzarega hum bikhar jayenge, kaun jane ki hum kidhar jayenge, hum apki parchayi hai yad rakhana... jahan tanhai mili wahan hum nazar ayenge..... ye dosti chirag hai ise jalaye rakhana, ye dosti gul hai ise khilaye rakhana, hum rahe na rahen is jagah mein bas humari yad dil me basaye rakhana..... ajanabi galiyo se hum guzara nai karate, darde dil liya ur diya nai karate, ye pyara sa rishta sirf apase hai, warna itana yad hum kisi ko kiya nai karate.... ais nahi ki apaki yad aati nahi, khata sirf itani hai ki hum batate nai.... dosti apaki anmol hai humare liye... samajate ho aap isaliye hum jatate nai......!!!

0